
Itna Tera Intezar Kiya Lyrics
Itana tera intazar kiya
Dil ko khafa sau baar kiya
Tujhse vafa maine ki is qadar
Teri judai se pyar kiya
Tut jaye jo rishte lazmi to nahin ye
Ki dilon se mohabbat ho khatam
Borishon mein jab yaad aathe ho tum
Bhig jaata hoon main muskuraate hain gam
Main zameen kee tarah tarasa hoon pyaar ko
Baadlon kee tarah laut aao sanam
Borishon mein jab yaad aathe ho tum
Bhig jaataa hoon main muskuraate hain gam
Chhod ke mujko jahaan baithe ho
Kaisa vahan nazara lagta hai
Chhod ke mujko jahan baithe ho
Kaisa vahan nazara lagta hai
Tod ke pairon mein jo rakha hai
Vo dil hamara lagta hai
Janata hoon main
yoon to tum kabhi na miloge
Phir bhee tumko hee dhoondhen ye qadam
Borishon mein jab yaad aathe ho tum
Bhig jaata hoon main muskurate hain gam
Main zameen kee tarah tarasa hoon pyar ko
Baadlon kee tarah laut aao sanam
Borishon mein jab yaad aathe ho tum
Bhig jaata hoon main muskurate hain gam
Baarishon Mein Song Credits
iLyricsKing FAQs
Who Wrote The Lyrics Of The “Itna Tera Intezar Kiya” Song?
Gurpreet Saini & Gautam G. Sharma Written The Lyrics Of “Itna Tera Intezar Kiya”.
Who Is The Singer Of “Itna Tera Intezar Kiya” Song?
Darshan Raval Have Sung The Song “Itna Tera Intezar Kiya”.
Who Has Featured In The Music Video?
The Music Video Of “Itna Tera Intezar Kiya” Featurs Darshan Raval & Malvika Sharma”.