
Sheeshe Ka Samundar Paani Ki Diware Lyrics
Sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein
Sheeshe ka samundar
Paani ki deeware
Maaya hai bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya
Woh to gaya
Ho sheeshe ka samandar
Paani ki deeware
Maya hai bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gayaa
Woh to gaya
Ho sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein
Barf ki reton pe
Shararon ka thikana
Garm sehraaon mein
Narmiyon ka fasana
Yaadon ka aaina
Uthta hai jahaan
Sach ki parchaaiyan
Har jagah aati hai nazar
Sone ke hain baadal
Pattharon ki barish
Maya hai bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya
Woh to gaya
Ho seeshe ka samundar
Paani ki deewarein
Wo o o
Dil ki iss duniya mein
Sarhadein hoti nahi
Dard bhari aankhon mein
Rahatein soti nahi
Jitne ehsaas hain
An-bujhi pyaas hai
Zindagi ka falsafa
Pyaar ki panahon mein chhupa
Dhoop ki hawaayein
Kaanton ke bageeche
Maya hai, bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gayaa
Woh to gaya!
Ho shishe ka samandar
Paani ki deeware
Sheeshe Ka Samundar Song Credits
iLyricsKing FAQs
Who Wrote The Lyrics Of The “Sheeshe Ka Samundar Paani Ki Diware” Song?
Sameer Anjaan Written The Lyrics Of “Sheeshe Ka Samundar Paani Ki Diware”.
Who Is The Singer Of “Sheeshe Ka Samundar Paani Ki Diware” Song?
Ankit Tiwari Have Sung The Song “Sheeshe Ka Samundar Paani Ki Diware”.
Who Has Featured In The Music Video?
The Music Video Of “Sheeshe Ka Samundar Paani Ki Diware” Featurs Himesh Reshammiya & Yo Yo Honey Singh”.