
Tere Bina Fiki Si Thi Lyrics
Paaya maine paaya tumhe rab ne milaya tumhe
Honthon pe sajaya tumhe nagmain sagaya tumhe
Paaya maine paaya tumhe sab se chupaya tumhe
Sapna banaya tumhe neendhon main bulaya tumhe…
Tum jo aaye zindagi main baat ban gayi
Ishq mazhab ishq meri zaat ban gayi
Paaya maine paaya tumhe rab ne milaya tumhe
Honthon pe sajaya tumhe nagmain sagaya tumhe
Paaya maine paaya tumhe sab se chupaya tumhe
Sapna banaya tumhe neendhon main bulaya tumhe
Tum jo aaye zindagi main baat ban gayi
Ishq mazhab ishq meri zaat ban gayi
Sapne teri chahaton ke
sapne teri chahaton ke
Dekhta hoon ab kayi
Din hai sona aur chaandi raat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Paaya maine paaya tumhe rab ne milaya tumhe
Honthon pe sajaya tumhe nagmain sagaya tumhe
Paaya maine paaya tumhe sab se chupaya tumhe
Sapna banaya tumhe neendhon main bulaya tumhe
Aisa main suadai hua dhadkane bhi apni to
Lagti hai teri aahatein arey haan
Mangi na khudi maine manga na zamana bhi
Mangi li hai teri chahtein
Khwaishein milne ki tumse
khwaishein milne ki tumse
Roz hoti hai nayi
mere dil ki jeet meri maat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Tere bina fiki si thi meri zindagani yeh
Tere sang meethi ho gai aan
Aata jaata khushiyon ke main gale lag jata hoon
Duniya bhi lagti hai nai
Raunke hain dil ke dar pe
raunke hain dil ke dar pe
Dhadkane hain surmayi
meri kismat bhi tumhare saath ban gayi
Tum jo aaye zindagi main baat ban gayi
Sapne teri chahaton ke
sapne teri chahaton ke
Dekhta hoon ab kayi
Din hai sona aur chandi raat ban gayi
Tum jo aaye zindagi main baat ban gayi
Paaya maine paaya tumhe rab ne milaya tumhe
Honthon pe sajaya tumhe nagmain sagaya tumhe
Paaya maine paaya tumhe sab se chupaya tumhe
Sapna banaya tumhe neendhon main bulaya tumhe
Tum Jo Aaye Song Credits
iLyricsKing FAQs
Who Wrote The Lyrics Of The “Tere Bina Fiki Si Thi” Song?
Irshaad Kamil Written The Lyrics Of “Tere Bina Fiki Si Thi”.
Who Is The Singer Of “Tere Bina Fiki Si Thi” Song?
Rahat Fateh Ali Khan & Tulsi Kumar Have Sung The Song “Tere Bina Fiki Si Thi”.
Who Has Featured In The Music Video?
The Music Video Of “Tere Bina Fiki Si Thi” Featurs Ajay Devgn & Kangana Ranaut”.