
Yun Na Kabhi Karna Intezar Lyrics
La la la La la la la la
La la la La la la la la la
Sathiya tune kya kiya
Beliya yeh tune kya kiya
Maine kiya tera intezar
Itna karo naa mujhe pyar
Itna karo naa mujhe pyar
Sathiya tune kya kaha
Beliya yeh tune kya kaha
Yu na kabhi karna intezar
Maine kiya hain tumse pyar
Maine kiya hain tumse pyar
Sathiya tune kya kiya
Beliya yeh tune kya kiya
Itni mohabbat sehna sakunga
Sach maano zinda rehna sakunga
Tujhko sambhalon yeh mera zimma
Main hu to kya hum jaane tamanna
Ab jeena marna mera
Janam tere hath hain
Maine kaha na sanam
Abb tu mere sath hai
Toh phir sambhal
la la la la la Ke mein chala
la la la la la Jaana kaha
la la la la la Aa dil me aa
la la la la la la la la la la
la la la la la la la la la la
Sathiya tune kya kiya
Beliya yeh tune kya kiya
Dil ke chaman ka hasna to dekha
Jagi nazar ka sapna to dekha
Eise hue hum ek jaan ek dil
Tu hain ke main hoon
Kahena ho mushkil
Jhoka basanti hain tu
Tann hain gulabi mera
Do rang milne ke baad
Hote nahin hain juda
To phir samhaal
la la la la la Dil yeh chala
la la la la la Jaana kaha
la la la la la Aa dil mein aa
La la la la la la la la la la
la la la la la la la la la la
Sathiya yeh tune kya kiya
Beliya yeh tune kya kaha
Yun na kabhi karna intezar
Maine kiya hain tumase pyar
Maine kiya hain tumase pyar
Itna karo na muje pyar
Itna karo na muje pyar
Saathiya Tune Kya Kiya Song Credits
iLyricsKing FAQs
Who Wrote The Lyrics Of The “Yun Na Kabhi Karna Intezar” Song?
Majrooh Sultanpuri Written The Lyrics Of “Yun Na Kabhi Karna Intezar”.
Who Is The Singer Of “Yun Na Kabhi Karna Intezar” Song?
S P Balasubramaniam & Chitra Have Sung The Song “Yun Na Kabhi Karna Intezar”.
Who Has Featured In The Music Video?
The Music Video Of “Yun Na Kabhi Karna Intezar” Featurs Salman Khan & Revathi”.